Kisi
sham ki tarah
Tera
rang hai khila
Main
raat ik tanha
Tu
chaand sa mila
Haan
tujhe dekhta rahan
Kisi
khaab ki tarah
Jo
ab saamne hai tu
Woh
kaise yakeen bhala
Toota
jo kabhi tara sajna ve
Tujhe
rabb se maanga
Rabb
se jo maanga mileya ve
Tu
mileya toh jaane na dunga main
Woh..
Oh..
Haan
maine suni hain
Pariyon
ki kahaani
Waisa
hi noor tera
Chehra
hai tera ruhani
Aa
tujhko main apni aaja meri
Bahon
mein chupa lun
Haan
apni iss zameen ko
Kar
doon main aasmani
Zindagi
rok doon main
Ab
tere saamne
Pal
do pal jo ruke
Tu
mere saath mein
Toota
jo kabhi taara sajna ve
Tujhe
rab se maanga
Rab
se jo maanga mileya ve
Tu
mileya toh jaane na dunga main
Itni bhi haseen main nahi o yaara ve
Itni bhi haseen main nahi o yaara ve
Mujhse
bhi haseen toh tera yeh pyaar hai
Haan
itni bhi haseen main nahi o yaara ve
Mujhse
bhi haseen tera pyaar
Ke
tera mera pyaar ye
Jaise
khwab aur dua
Haan
sach kar rahan inhein
Dekho
mera khuda
Toota
jo kabhi tara sajna ve
Tujhe
rabb se maanga
Rabb
se jo maanga mileya ve
Tu
mileya toh jaane na dungi main
No comments:
Post a Comment